Showing posts with label Urdu Shayari. Show all posts
Showing posts with label Urdu Shayari. Show all posts

Sunday, May 23, 2010

Gham-e-hayat ko hans kr guzar laita hun

Khizan k mosam mai lutf-e-bahar laita hun;
Gham-e-hayat ko hans kr guzar laita hun;
Gulon se Rang, Sitaron se Roshni lay kr;
Jamal-e-yar ka naqsha utar laita hun

More: Urdu Shayari

hasta tha muj ko rula b detha tha

hasta tha muj ko rula b detha tha
ker k wo moj say aksar waday bhula b detha tha
bewafa tha mageracha lagta tha dil ko
kabi kabar batian mohabat ki sona b deta tha
kabi bay waqt hi chala ata tha milnay ko
kabi mobhat k qimti pal gawa b daytha tha
tham layta tha hath mera yun hi kabi
khud kabi hath apna mery hath say chura b layta tha
ajab dhop chaon sa tha mizaj us ka
motbar b karta nazro say gira b daytha tha

Unhain nafrat thi hum se

Unhain nafrat thi hum se tu izhaar q kiya"

Dena tha zehar tu pyar q kiya"

Dekar zehar kehte hain pena hoga"

Aur jab pe gaye zehar tu keh diya k ab jeena hoga"

Kashti toofan se nikal sakti hai kia

Kashti toofan se nikal sakti hai,
Taqdeer kisi bhi waqt bhi badal sakti hai,
Hausla rakh, channel na badal,
SANIA MIRZA kisi bhi waqt Jhuk sakti hai